List of English Proverbs With Roman Urdu
301. False words degrade position.
Bat badli sakh badli.
Bat badli sakh badli.
302. A word spoken is an arrow let fly.
Bat kafi parai hoi.
Bat kafi parai hoi.
303. A truth is jest.
Bat ki bat khurafat ki khurafat.
Bat ki bat khurafat ki khurafat.
304. Great talkers are little doers.
Bat lakh ki karni khak ki.
Bat lakh ki karni khak ki.
305. To lose little in the hope of big gains.
Badal dekh kar ghare phorna.
Badal dekh kar ghare phorna.
306. He remained a fool ever after a long company with the wise.
Barah baras Dilli mein rahe, magar bhar hi jhonke.
Barah baras Dilli mein rahe, magar bhar hi jhonke.
307. Who respect the law, when the law makers themselves break it.
Bar he jab khet ko khae to rakhwali kaun kare.
Bar he jab khet ko khae to rakhwali kaun kare.
308. A man helps the man in need.
Bazu tute baz ko baz he luqmah de.
Bazu tute baz ko baz he luqmah de.
309. Plant as much as you want.
Basi bache na kutta khae.
Basi bache na kutta khae.
310. A slave became the master of a slave.
Bandi ke age bandi minh gine na andhi.
Bandi ke age bandi minh gine na andhi.
311. Precise; exact tot he smallest fraction.
Bawan tole, pau ratti.
Bawan tole, pau ratti.
312. Outward all roar, inside all hollow.
Bahir miyan haft hazari, ghar biwi karmon ki mari.
Bahir miyan haft hazari, ghar biwi karmon ki mari.
313. He talks nonsense.
Baole kutte ne kata hai.
Baole kutte ne kata hai.
314. Not a morsel for himself to eat and he invites a king to the feast.
Bijli mehman ghar mein nahi tinka.
Bijli mehman ghar mein nahi tinka.
315. He dances to another's piping.
Bachhra khunte ke bal kudta hai.
Bachhra khunte ke bal kudta hai.
316. Fortune has past, ostentation still lasts.
Bakht ur gae bulandi reh gai.
Bakht ur gae bulandi reh gai.
317. Old parrots seldom learn.
Buddhe tote bhi kahin parhte hain.
Buddhe tote bhi kahin parhte hain.
318. A good husband set up a good home, but a good home cannot guarantee a good husband.
Bar se ghar banta hai ghar se bar nahi banta.
Bar se ghar banta hai ghar se bar nahi banta.
319. Even the worthless has its own value.
Bura beta khota paisa waqat par kam ata hai.
Bura beta khota paisa waqat par kam ata hai.
320. Wickedness is more dangerous than the wicked.
Bure tujh se darye ya teri burai se.
Bure tujh se darye ya teri burai se.
321. Neither with the bad nor with the good.
Bure ki burai mein na bhale bhalai mein.
Bure ki burai mein na bhale bhalai mein.
322. Nor rains, nor plenty sends, but mocks us with vain hopes.
Barse na barsawe nahaq ji tarsawe.
Barse na barsawe nahaq ji tarsawe.
323. Bragging often brings shame to braggart.
Bara bol aage ata hai.
324. You may eat a big mouthful, but speak not words boastful.
Bara niwala khae bara bol na bole.
325. Great men, great views.
Baron ki bari bat.
Baron ki bari bat.
326. Pride hath a fall.
Bare bol ka sar nicha.
Bare bol ka sar nicha.
327. He that marries wealth sells his liberty.
Bare ghar pare pathar dho dho mare.
Bare ghar pare pathar dho dho mare.
328. The old man a grand master, but the young one a step father.
Bare miyan so bare miyan chhote miyan Subhan Allah.
Bare miyan so bare miyan chhote miyan Subhan Allah.
329. To look for a thing when it is in the mouth.
Baghal mein bacha shahr mein dhandhora.
Baghal mein bacha shahr mein dhandhora.
330. All frowns, evil designs.
Baghal mein chhuri niyat buri.
Baghal mein chhuri niyat buri.
Post a Comment
We are pleased to see you here! Please mention your suggestion or query in the comments box below.