List of English Proverbs With Roman Urdu
361. To claim to be one of the elites.
Panchon sawaron mein hona.
Panchon sawaron mein hona.
362. Little name, large claim.
Pao ser chawal chaubare rasoi.
363. No leech sticks to a stone.
Pathar ko jonk nahi lagti.
Pathar ko jonk nahi lagti.
364. Self-done is well-done.
Parai aankhein kam nahi aati.
365. The husband's kindness as the tree's protecting shade.
Purush ki maya birchh ki chhaya.
366. Love is blind.
Parit na jane jat kujat.
Parit na jane jat kujat.
367. He can neither read nor write, yet he is called Muhammad Fazil.
Parhe na likhe nam Muhammad Fazil.
368. A child's future is read in the cradle.
Put ke paon palne mein nazar aa jate hain.
Put ke paon palne mein nazar aa jate hain.
369. Ask him of the earth, and he will tell you of the heaven.
Puchho zamin ki, kahe asman ki.
370. Who hits first is chief.
Pahle mare so meri.
371. Slow and steady wins the race.
Phul phul kar ke changer bharti hai.
Phul phul kar ke changer bharti hai.
372. The thirsty goes to the well, not the well to the thirsty.
Piyasa kunwein ke pas jata hai kunwan piyase ke pas nahi aata.
Piyasa kunwein ke pas jata hai kunwan piyase ke pas nahi aata.
373. A dog even knows how to fill his own stomach.
Pait palna kuta bhi janta hai.
Pait palna kuta bhi janta hai.
374. All have stomachs to be fed.
Pait sab rakhte hain.
Pait sab rakhte hain.
375. The belly teaches all arts.
Pait sab sikha deta hai.
376. Even a king does not receive respect in his absense.
pith pichhe badsah ko bhi bura kehte hain.
pith pichhe badsah ko bhi bura kehte hain.
377. Not a penny to her name, she runs to market all the same.
Paisa na kori bazar ko dori.
378. Money is the thing that comes and goes.
Paisa aani jani cheez hai.
Paisa aani jani cheez hai.
379. Sweep before your own door.
Tujh ko parai kaya pari apni naber tu.
380. The sword slays once and kindness oft.
Talwar mare ek barr ihsan mare bar bar.
381. I am clever than you.
Tum dal dal ham pat pat.
Tum dal dal ham pat pat.
382. Your own tricks made you lose the game.
Tum ne urrain hum ne bhun bhun khai.
Tum ne urrain hum ne bhun bhun khai.
383. Even your angels have no knowledge of this.
Tumhare farishton ko bhi khabar nahi.
Tumhare farishton ko bhi khabar nahi.
384. May your mouth be filled with honey.
Tumhare mounh mein ghee shakar.
385. The door of repentance is always open.
Tauba ka darwaza har waqat khula hai.
386. The tired camel looks for the inn.
Thaka unt sarae dekhta hai.
387. Every mickle makes a muckle.
Thora thora kar ke buhat ho jata hai.
388. Little fishes disport in little water.
Thore pani mein ubhre phirte hain.
389. For your acts your shall pay, my own will me repay.
Teri karni tere age meri karni mere aage.
390. Even in the grave three heavy days must be endured.
Teen din qabar mein bhi bhari hain.
Post a Comment
We are pleased to see you here! Please mention your suggestion or query in the comments box below.