Daily Use English Sentences

List of Daily Use English Sentences With Roman Urdu

1. I  have always respected you.
Main hamesha ap ki izat ki hai.

2. You have served me a lot.
Tum ne meri buhat khidmat ki hai.

3. He has quit the job.
Us ne naukri chhor di hai.

4. You have never considered me your own!
Tum ne mujhe apna samjha he kab hai.

5. I have done your job.
Maine ap ka kaam kar diya hai.

6. You have gained your object.
Tumhara kaam to ban gaya hai.

7. He has squandered everything.
Us ne sab kuch luta diya hai.

8. Who has stolen my money?
Mere paise kis ne churaye hain?

9. What have you done?
Ap ne yeh kya kar diya hai?

10. I have never avoided the truth.
Maine sachai se kabhi munh nahi mora.

11. I have completed my education.
Maine apni talim mukamal kar li hai.

12. Has she left you?
Kya us ne tumhein chhor diya hai?

13. What wrong have I done to you?
Maine ap ka kya bigarra hai?

14. Have you gone mad?
Kya tum pagal ho gaye ho?

15. Who has done it?
Aisa kis ne kiya hai?

16. I have a question.
Mera aik sawal hai.

17. Do you have any problem?
Kya tumhein koi masla hai?

18. I have a headache.
Mere sar mein dard hai.

19. I have a crush on her.
Mujhe woh achi lagti hai.

20. I have no clue.
Mujhe koi andaza nahi hai.

21. I have a dream.
Mera aik khwab hai.

22. I have no authority.
Mujhe koi ikhtiyar nahi hai.

23. I have no appetite.
Mujhe koi bhook nahi hai.

24. I have no siblings.
Mera koi behan bhai nahi hai.

25. I don't have enough time.
Mere pas itna time nahi hai.

26. We have no choice.
Humare pas koi charah nahi hai.

27. She has long hair.
Us ke lambe lambe baal hain.

28. Do you have any doubt?
Kya ap ko koi shak hai?

29. Do you have any shame?
Kya tumhein koi sharam hai?

30. You have no time for me.
Tumhare pas mere liye koi waqt nahi.

Post a Comment

We are pleased to see you here! Please mention your suggestion or query in the comments box below.