List of English Proverbs with Roman Urdu
421. Where you spend a hundred you may spend a quarter more.
Jahan sau wahan sawa sau.
422. I can do without you.
Jahan murga nahi hota wahan kya sawera nahi hota.
423. To-day she is betrothed, tomorrow she'll marry.
Jatt mangni patt biyah.
424. Tell a lie is to eat dirt.
Jhoot bolna kheh khana barabar hai.
425. Falsehood has no leg to stand upon.
Jhoot ke paon nahi hote.
Jhoot ke paon nahi hote.
426. The liar's mouth stinks.
Jhoote ke mounh se boo aati hai.
427. Let the life be gone, but no less be borne.
Je jaye ghee na jaye.
Je jaye ghee na jaye.
428. All respect the great.
Chikne munh jo sab choomte hain.
Chikne munh jo sab choomte hain.
429. The innocent suffered with the guilty.
Chane ke sath ghun bhi piss gaya.
430.
428. One does no take poison consciously.
Jiti makhi nahi nigli jati.
Jiti makhi nahi nigli jati.
429. First deserve then desire.
Jaisa munh wesa thappar.
430. The angel as the soul.
Jesi ruh wese farishte.
Jesi ruh wese farishte.
431. Thief and thief cousins lief.
Chor chor musere bhai.
432. Bad habits die-hard.
Chor chori se jaye par era pheri se na jaye.
433. As the father same the son.
Chuhe ka bacha bil hi khodta hai.
Chuhe ka bacha bil hi khodta hai.
434. A small mouth, big words.
Chhota munh bari bat.
Chhota munh bari bat.
435. Everyone must bow his head to the barber.
Hajjam ke age sab ka sar jhukta hai.
436. An evil nature is hard to take off.
Haram khori mushkil se chhut-ti hai.
Haram khori mushkil se chhut-ti hai.
437. He finds who tries.
Harkat mein barkat hai.
Harkat mein barkat hai.
438. Solid worth is not sullied by slander.
Khak dale chand nahi chhupta.
Khak dale chand nahi chhupta.
439. God feeds all.
Khuda bhuka uthata hai mgr bhuka sulata nahi.
Khuda bhuka uthata hai mgr bhuka sulata nahi.
440. God grants what one deserve.
Khuda shukar-khore ko shakkar he deta hai.
441. Service is the stepping to greatness.
Khidmat se azmat hai.
442. Self is at enmity with God.
Khudi aur khudai mein bair hai.
Khudi aur khudai mein bair hai.
443. Money makes the mare go.
Daam banaye kaam.
Daam banaye kaam.
444. The belly cannot be hidden from a mid-wife.
Daai se pait nahi chhupta.
445. A cowed cat fears a rat.
Dabi billi chuhon se darti hai.
446. Ten men's work one man's load.
Dus jane ki lathi ek jane ka bojh.
447. An enemy is a constant spy.
Dushman soe na sone de.
Dushman soe na sone de.
448. Hatred is of hatred born.
Dushmani se dushmani hai.
449. Pain an pleasure are with us ever.
Dukh sukh sab ke sath laga huwa hai.
Dukh sukh sab ke sath laga huwa hai.
450. The suffering weep, the prosperous sleep.
Dukhya rowe sukhya sowe.
Post a Comment
We are pleased to see you here! Please mention your suggestion or query in the comments box below.