Daily Use English Sentences

List of Daily Use English Sentences With Roman Urdu

1. There, he comes.
Lo wo aa gaya.

2. There, it rains again.
Lo phir barish ho gai.

3. There, there, be quiet now.
Bus bus ab chup ho jao.

4. There is someone at the door.
Darwaze par koi hai.

5. There are twenty students in the class.
Class mein bees talib-e-ilam hain.

6. There, you have time even now.
Dekho tumhare paas ab bhi waqt hai.

7. Are you there?
Kya tum wahan ho?

8. I was not there.
Main wahan nahi than.

9. What's happening there?
Wahan kya ho raha hai?

10. There is something called patience.
Sabar naam ki bhi koi cheez hoti hai.

11. There is something called shame.
Sharam naam ki bhi koi cheez hoti hai.

12. There's nothing in love.
Pyar mein kuch nahi rakha.

13. Is there anyone at home?
Kya ghar par koi hai?

14. There is someone to see you.
Ap se koi milne aya hai.

15. There are many people in the park.
Park mein buhat saray log hain.

16. There's nothing to worry about!
Fikar karne ki koi bat nahi hai.

17. Is there something to eat?
Kya khane ke liye kuch hai?

18. What's there to fight for?
Larne ki kya bat hai?

19. How many members are there in your family?
Ap ke khandan mein kitne log hain?

20. How many books are there in your bag?
Ap ke bag mein kitne kitabein hain?

21. There, there, what are you doing this?
Aray aray yeh kya kar rahe ho?

22. Hello, there!
Suno zara

Post a Comment

We are pleased to see you here! Please mention your suggestion or query in the comments box below.