English Proverbs With Urdu Meaning

List of English Proverbs With Roman Urdu

511. Nor figure nor face; out of the furnace.
Surat na shak bhar se nikal.

512. Many kiss the child for nurse's sake.
Zarurat ke waqt gadhe ko bhi baap banana parta hai.

513. Necessity has no law.
Zarurat ka koi qanoon nahi.

514. It is always the cat who did it.
Tavele ki bala bandar ke sar.

515. The tyrant smites on the head.
Zalim ka zor sar par.

516. The tyrant's term of life is short.
Zalim ki umar kotah hai.

517. Humility is pleasing to all.
Ajzi sab ko pyari hai.

518. A grain of sense is mightier than a bulky body.
Aqal barri ke bhains.

519. A nod to the wise; a rod to the fool.
Aqalmand ko isharah ahmaq ko phatkara.

520. A woman possesses defective understanding.
Aurat ki mat ulti/Aurat ki aqal guddi ke pichhe.

521. God helps those who help themselves.
Himmat-e-mardan madad-e-Khuda

522. We also have tongue in our mouth.
Humare munh mein bhi zuban hai.

523. Even our angels do not know.
Humare farishton ko bhi khabar nahi hai.

524. Pat me for the deeds of my elders.
Humari dadi ne ghee khaya humara hath sungho.

525. My own cat spit at me!
Hamari billi haim se miyaaon.

526. We both are here to see the final result.
Hum bhi hain woh bhi hain.

527. Feed me as I sit at ease!
Hila na jula mujhe baithe hi khila.

528. Love entails a thousand miseries.
Hazar afatein hain ek dil lagane mein.

529. Rome was not built in a day.
Hatheli par sarson nahi jamti.

530. No money, no respect.
Handi na doi sab pat khoi.

531. What a pot contains, a ladle will bring out.
Handi mein hoga so doi mein nikle ga.

532. A loser will be bent upon taking revenge.
Hare juwari ko kab kal parti hai.

533. The elephant's got out, his tail remains.
Hathi nikal gaya hai dum atki reh gai hai.

534. A wolf in sheep's clothing.
Hathi ke daant khane ke aur dikhane ke aur.

535. Everyone does his own business best.
Hathi ka bojh hathi hi uthata hai.

536. Charity protects you.
Hath ka diya kaam aata hai.

537. Good wine needs no bush.
hath kangan ko arsi kaya.

538. Move your hands and God will give.
Hath paon hila Khuda de ga.

539. There is no remedy for a doubt.
Wehm ka koi ilaj nahi.

540. Even the angels cannot get access there.
Wahan farishton ke bhi par jalte hain.

Post a Comment

We are pleased to see you here! Please mention your suggestion or query in the comments box below.